5/5 · Abdulrehman Javed · 2025-09-11
Slim Card holder with privacy
Ye card holder bohot acha laga. Size chhota hai lekin kaam pura wallet jesa karta hai. Normal card holders k muqable mein ye ziada privacy deta hai, jo jo cheez mujhe bohat pasand ayai. Design bhi acha hai aur carry karna bhi bohat easy hai.
